Sunday, 13 October 2013

prem ka simbol

mujhe es bat par sakt aapatti hai ki prem ka pratik(simbol) mahila ko samjha jata hai.. par dunya ki koi esi prem katha nahi hai jisme antim me ladki ne kast jhela ho ..

" paro thakur sahab ke mahal chali jati hai.. liver ki bimari se dev das marta hai"

"laila apne mahal jati hai majnu sadko par pathro se pitta hai"

sirhi apne ghar jati hai farhad nahar khodte khodte kud ret ho jata hai"

kisi chehre , jagah , kam kisi ko bhi etna mat chahna chahiye ki uske na milne par jindgi bojh lagne lage...

tab ek sher arz karta hun...

"kud se bhi mil na sako itne pas mat hona !
ishq to krna magr devdas mat hona !!!"

isqu me char chize hoti hai....

chahna....

magna.....

yachna,.....

ya
kho dena.....

ye sare khel hai isme udas mat hona !

Saturday, 12 October 2013

जिंदगी की गाड़ी

Ek sadi suda mitr ne kaha ki use apne sathi se or kuch nahi chahiye bas pyar chahiye !!

Mere dimag me purane logo ki bat aagayi
" JINDGI KI GADI DO PAHIYO PAR CHALTI HAI "

Yani jindgi two wiler gadi ki tarah hai.. jab ye pyar ke sahare chal sakti hai to meri bike kyu nahi !!

To main pahuch gaya petrol pamp par or bola bhaiya esme 1 lt pyar bhar do...

Pump wale ne pyar se kaha koi gadi pyar se nahi chalti..
Main jo bharuga uske liye payment chahiye !!
Payment ke bad bhi gadi kitni dur jaygi ye es par nirbhar karta ki tumari gadi mailez kya deti hai..

होर्न बजाना

अभी सड़क जाम में फसा हुआ था तो एक बंधू पीछे से पो पो टे टे होर्न बजाए जा रहे थे , मन तो हुआ उतर कर पहले तो उनके कान के निचे दो बजा के दू फिर कहूँ अकल के अंधे दिमाग से पैदल तू गाड़ी से चलता क्यों है पैदल ही चला कर न !

मैं यहाँ कोई पार्क में टहलने निकला हूँ या मुझे शौक है धीरे धीरे चलने का , मोटर साइकिल में ऐसा गियर भी नहीं होता की उड सकू !

फिर अचानक उसके लिए मन में घनी सहानभूति हो आई की शायद उसकी की पहले से बजी पड़ी हो , देश की जो हालत है आम आदमी की तो बजते ही बजते रहती है , या फिर बेचारे की उसकी बीबी ने जस्ट जम कर बजायी हो , और भला आदमी होर्न के शोर में खुंद की शांति तलाश कर रहा हो !

फिर समझ आई होर्न की महत्ता ये बस के इसी चीज़ है जिसे दबा कर आदमी अपना फ्रसटेसन निकल सकता है , टेटेटेटेटे .... की आवाज में एक सुकून है , वरना तो बचपन से इंसान को हमेशा से दबाया ही जाता है ! एक बच्चा जिसकी दिमाग थोडा तेज है वो टोपर बन जाता है , इसमे बच्चे की क्या गलती , गर्ल फ्रेंड / बॉय फ्रेंड के लिए भी सुन्दर दिखना जरुरी है ... सुन्दर न होना किसी की गलती नहीं !

नियति कही न कही हर किसी को दबा ही देती है ... तो क्या हुआ कोई अपनी भड़ास होर्न बजा कर निकल ले तो ...!

फैशन टीवी

Faishan tv dekh raha tha yaar usme faishan kidhar hota ...

Bas mast music to hota hai !!

Or kuch chudail type ladkiya chithdo me ghumte rahti hai...!!

Kis hisab se unhe modal kaha jata hai pata nahi , kuch to etni khatarnak hoti hai ki unke bachche to paida hote hi hard attack aa jay....!!

Wo jo jatti hai kya kahte hai cat walk.. or log ese kutte ki tarah gurte hai esliye shayad ese cat walk kaha jata hoga...

Kamal hai !!!

खिडकी

sabere jaga to khidki se meri nazar ek sundar bala par padi !

chharahra badan , lambe bal , lachkti kamar , balkahti chhal , ufff us par hari salwar !

use dekh kar man me ek sher aaya !

arz hai ....!!

main bhi khud ko irsad irsad karne hi wala tha ki wo ...!!

palat gayi mera sher kutte ki tarah dum dawa ke bhaag gaya ! kahe ki sudar bala wo to bali ki chacheri bahan nikli ! hare kapdo me laga koi slim bhaish gehun ke khet me khush aayi ho !

bhagwan par se bharosha uth gaya sahab ! main to ab khidki me pahle parda lagwauga , matlab dekhna hi nahi hai udhar ab to !!

Raj kapur ki film teesri kasam ki taraha kasam khane ko man ho raha hai kisi ko pichhe se dekh kar koi anuman nahi lagauga !!

bhai jab tak samne se dekh na lu tab tak bibi ki tarah hi samjhuga ! galat mat samjhiye ka agar din raat mila kar 2-4 ghate nikal diya jay to banda jitni izat ki nazro se bibi ko dekhta hai utni izat to maa bahno ko bhi nahi deta !!!!!!