Saturday, 25 January 2014

पैदैसी बेशर्म

Ek dost ne kaha tum Besaram ho rahe ho..!

Maine kaha dost insan ki utpatti me besarni ka bada yogdan hai..! Socho agar mere Dada;-Dadi sarmate hi rahte to hum paid par latak kar ya dharti ke andar se to upjte nahi !!
Main to paidaiesi besaram hun log kahte hai jab main paida hua to naga hi tha !

Dost bola wo to sabhi hote hai..!

Maine kaha main to abhi bhi naga bazar chala jata hun..!

Dost;-dhaaaatttt.
Maine kaha sachi upar se kapde pahan leta hun andar se to naga hi hota hun..

Dost bola esme kon si badi bat hai sabhi hote hai..!
Maine kaha dhire bolo kisi mahila ne sun liya to unki bhawna aahat ho sakti hai.. fir aayog ki chitti aa sakti hai..!

No comments:

Post a Comment