Puchle
dino Bihar ke Munger distic Jamalpur railway station ke pas naksali
hamle RPFke 4 jawan sahid ho gaye... or unka hathiyar chin liya gaya !!
Rail prasasan ne eski kadi ninda karte hue surksha ke thosh kadam uthaye hai...!!
Rail par chalne wale scort team se banduk wapas le kar ek ek lathi thma diya gaya hai..
Sabzi bechne wali par hi jab jawazi dekhana hai to lathi kafi hai... esse shayad bina ek bhi naksali ko mare sahid hue jawano ki bahaduri ka koi galat arth na lagaye...
Chinta mat kariye ho raha hai bharat nirman.....

No comments:
Post a Comment